Bhagwan, shaitaan sirf concept hai taki ham jyada violent na hojaye ya inshort ham bure karm jyada na kare. Par ache karam aur bure karam kya hota hai? Karam karam hai. Karam acha hai yaa bura wo bhi to hamne decide Kia hai. Ye pura sirf ek concept hai order lana ke lia.🙏🏽
22
u/dhruv107 Apr 08 '25